What are the rewards for reciting La ilaha illallah?

July 25th, 2020

A very short but very heavy dhikr in Islam. We cannot even record the benefits of this lovely phrase. This is so heavy to weigh on the scale→ HasbiyALLAHu La Ilaha Illa Huwa Alayhi

8 Promising La Ilaha Illallah Dua Benefits in Hadees

What are the rewards for reciting La ilaha illallah?


Sallallahu ‘Alayhe Wasallam

English

There are tremendous virtues found regarding a blessed kalma la Ilaha Illallah in Hadees. This speech has a confession of Oneness of ALLAH The Majestic. That HE loves the most. If someone has made a routine of this dua. He will get success and salvation in this perishable world and in the hereafter.→ Dua for Travelling in Quran

  • The Story Of Prophet Musa Alayhis Salam for La Ilaha Illallah Dua
  • The Unique Surprising Benefits of La Ilaha Illallah Dua in Hadith
  • La Ilaha Illallah Hadees Shareef Ki Roshni Mein
    • Hazrat Musa Alayhis Salam Ka Waqi’aah
  • La Ilaha Illallah Dua Ki Chauka Dene Wali Fazilat Hadees Mein

The Story Of Prophet Musa Alayhis Salam for La Ilaha Illallah Dua

“Prophet Musa Alayhis Salam Said:

O My Lord! Teach me something that I can remember You with and I can supplicate You with.

ALLAH Ta’ala Said:

Say “la Ilaha Illallah”.

Prophet Musa Alayhis Salam said:

O My Lord! All of Your slaves say this.

ALLAH Ta’ala Said:

Say “la Ilaha Illallah”.

Prophet Musa Alayhis Salam said:

I want something that particularly belongs to me.

Then ALLAH Ta’ala Said:

If the Seven Skies and the Seven Earths are put into one pan (of the scale) and “la Ilaha Illallah” is put into the other; “la Ilaha Illallah” would be heavier.”

Written by Imam Nisayi, Imam Ibn Hubban in their “Sahih” and also copied by Imam Hakim. All these Islamic scholars have copied this from the record with the reference of ‘Abu Al-Haisham’, copied with the reference of Hazrat Abu Sa’eed Khidri R.A.

Imam Hakim narrated

It is strong as proof.

Hazrat Jabar R.A. copied the saying of Prophet Mu’hammad ﷺ:

“The most blessed dhikr is “La Ilaha Illallah” and the most blessed dua is “Al’hamdulillah”.”

This has been copied by Imam Ibn Majah, Imam Nisayi, Imam Ibn Hubban in their “Sahih” and copied by Imam Hakim.

They have referred this from ‘Talha bin Kharaash’ copied from Hazrat Jabir R.A.

→ SubhanALLAHi WaBihamdihi SubhanALLAHil ‘Azeem

→ Subhaanallaahi Wabi Hamdihi Adada Khalqihi

The Unique Surprising Benefits of La Ilaha Illallah Dua in Hadith

Learn the amazing and rare benefits of the bountiful La Ilaha Illallah full dua.

Benefit #1 Entering The Paradise

Imam Hakim narrated:

It is strong as proof.

Hazrat Zaid bin Arqam R.A. said that The ALLAH’s Apostle ﷺ said:

“The one who will read “La Ilaha Illallah” with sincerity, he will enter the Paradise.

Prophet ﷺ said: It means this dikhr abstain a man from such things that are haram/forbidden by ALLAH.”

This has been copied in Al-Mu’jam Al-Awsat by Imam Tabrani. Al-Mu’jam Kabeer has the following words for this Hadith:

“That this Kalima should stop the man from those things, which ALLAH Ta’ala has made forbidden for man.”

Benefit #2 Intercession of Prophet ﷺ on the Day of Judgement

Hazrat Abu Hurairah R.A. said:

“I asked: O Messenger of ALLAH ﷺ! Who will be the luckiest person, who will gain your intercession on the Day of Judgement?

Prophet Mu’hammad ﷺ said:

O Abu Hurairah! I have thought that none will ask me about this Hadith before you as I know your interest in the (learning of) Hadiths. The most deserved person who will have my intercession on the Day of Judgement will be the one who said “la Ilaha Illallah” sincerely from the bottom of his heart”

Abu Huraira reported: The Messenger of Allah, peace, and blessings be upon him, said, “The most blessed of people to have my intercession on the Day of Resurrection are those who say there is no God but Allah, sincerely from the heart.”

Source: Sahih Al-Bukhari 99 | Grade: Saheeh (authentic) according to Al-Bukhari

Benefit #3 to be Defended by The Prophet ﷺ 

Narated By Al-Musaiyab : When the death of Abu Talib approached, ALLAH’s Apostle came to him and said, “Say: La ilaha illallah, a word with which I will be able to defend you before ALLAH.”

Source: Saheeh Bukhari 6681

Benefit #4 During Taking Oath

It was narrated from Abu Hurairah that:

The Messenger of ALLAH ﷺ said: “Whoever takes an oath, and swears, saying: ‘By Al-Lat and Al-Uzza,’ let him say:’La ilaha illallah.’ “

Source: Sunan Ibn Majah | Vol. 3, Book 11, Hadith 2096 | Grade : Saheeh (Darussalam)

Benefit #5 for Someone Dying

To seek pleasures of ALLAH The Exalted

It was narrated that Abu Hurairah that the Messenger of ALLAH ﷺ said:

‘urge your dying ones to say La ilaha illallah.”

Source: Sunan Ibn Majah | Vol. 1, Book 6, Hadith 1444 | Grade : Saheeh (Darussalam)

Benefit #6 Against Hellfire

From Anas, that the Messenger of ALLAH ﷺ said – Hisham (one of the narrators) narrated it:

“Some will exit the Fire,” Shu`bah (another narrator) narrated it: ‘Remove from the Fire whoever said La ilaha illallah and had good in his heart equal to the weight of a grain of barley. Remove from the Fire anyone who said La Ilaha illallah and had good in his heart equal to the weight of a grain of wheat. Remove from the Fire anyone who said La ilaha illallah and had good in his heart equal to the weight of a speck.” And Shubah said: “What is equal to the weight of a light piece of corn.”

Source: Saheeh | Jam’i At-Tirmidhi | Vol. 4, Book 13, Hadith 2593

Benefit #7 Rewards of Dhikr

Jabir bin ‘Abdullah said:

“I heard the Messenger of ALLAH ﷺ say: ‘The best of remembrance is La ilaha illallah (None has the right to be worshipped but ALLAH), and the best of supplication is Al-Hamdu Lillah (praise is to ALLAH).'”

Source: Sunan Ibn Majah 3800 | Grade : Hasan (Darussalam)

Benefit #8 Forgiveness of Sins

It was narrated from Mu’adh bin Jabal that the:

Messenger of ALLAH ﷺ said: “There is no soul that died bearing witness to La ilaha illallah, and that I am the Messenger of Allah, from the heart with certainty, but ALLAH will forgive it.”

Source: Sunan Ibn Majah 3796 | Grade : Hasan (Darussalam)

Roman English

La Ilaha Illallah Hadees Shareef Ki Roshni Mein

Ahadees-e-Mubarika mein is mubarak kalme ki had se zyada fazeelat bayan ki gayi hai. Is kalme me ALLAH Tabarak Wata ‘Ala ki Wahdaaniyat/Tanha hone ka iqraar hai. Aur ye iqraar ALLAH Zille Shanahu ko behad pasand hai. Pas jisne ise parhne ka mamul bana liya, duniya aur aakhirat mein falah hi falah payega.→ Shadi Ki Mubarak Baad Ki Dua

Hazrat Musa Alayhis Salam Ka Waqi’aah

“Hazrat Musa Alayhis Salam ne arz ki:

Ae Mere Parwardigar! Tu mujhe koi aisi cheez taleem de jiske zariye main Tera zikr karun aur jiske zariye main Tujhse dua karun.

To ALLAH Ta’ala ne farmaya:

Tum “la Ilaha Illallah” parho.

Hazrat Musa Alayhis Salam ne arz ki:

Ae Mere Parwardigar! Tere tamam bande ye kalma parhte hain.

ALLAH Ta’ala ne farmaya:

Tum “la Ilaha Illallah” parho.

Hazrat Musa Alayhis Salam ne arz ki:

Main ek aisi cheez chahta hun jo mere sath makhsoos ho.

To ALLAH Ta’ala ne farmaya:

Agar saaton aasman aur saaton zameenein ek palde mein hon aur “la Ilaha Illallah” dusre palde mein ho to un sabke muqable mein “la Ilaha Illallah” wala palda jhuk jayega.”

Ye riwayat Imam Nisayi ne, Imam Ibn Hubban ne apni “Sahih” mein aur Imam Hakim ne bhi naqal ki hai. In tamam Hazraat ne ise daraaj ke hawale se ‘Abu Al-haisham’ ke hawale se, Hazrat Abu Sa’eed Khidri R.A. se naqal kiya hai.

→ Janaze Ki Namaz Parhne Ka Tariqa

→ Inna Lillahi Wa Inna Ilayhi Rajioon Full Dua

La Ilaha Illallah Dua Ki Chauka Dene Wali Fazilat Hadees Mein

Awwal Fazilat Jannat Mein Dakhila

Imam Hakim bayan karte hain:

Ye sanad ke aitbaar se Sahih hai.

Hazrat Jabar R.A. Nabi Kareem ﷺ ka ye farman naqal karte hain:

“Sab se zyada fazeelat wala zikr “La Ilaha Illallah” hai. Aur sab se zyada fazeelat wali dua “Al’hamdulillah” hai.”

Ye riwayat Imam Ibn Majah, Imam Nisayi, Imam Ibn Hubban ne apni “Sahih” main aur Imam Hakim ne naqal ki hai. In tamam Hazraat ne ise ‘Talha bin Kharaash’ ke hawale se Hazrat Jabar R.A. se naqal kiya hai.

Imam Hakim bayan karte hain:

Ye sanad ke aitbaar se sahih hai.

Hazrat Zaid bin Arqam R.A. riwayat karte hain ke Nabi Akram ﷺ ne irshad farmaya:

“Jo shakhs ikhlas ke sath “La Ilaha Illallah” parhlega, wo jannat mein dakhil hoga.

Arz ki gayi: Uske ikhlas se murad kya hai?

Aap ﷺ me farmaya: Ye ke ye kalma aadmi ko ALLAH Ta’ala ki haram kardah cheezon se rok kar rakhe.”

Ye riwayat Imam Tibrani ne ‘Al-Mu’jam Al-Awsat’ mein naqal ki hai. ‘Mu’jam Kabeer’ mein inki riwayat ke ye alfaz hain:

“Ye ke ye kalma aadmi ko un cheezon se rok ke rakhe, jihe ALLAH Ta’ala ne aadmi ke liye haram qarar diya hai.”

Dusri Fazilat Huzur ﷺ Ki Shafa’at Haqdaar Hoga

Hazrat Abu Hurairah R.A. bayan karte hain:

“Maine arz ki: ya Rasool ALLAH ﷺ! Qayamat ke din Aapki Shifa’at ka sab se zyada mustahiq kon hoga?

Nabi Akram ﷺ ne irshad farmaya:

Ae Abu Hurairah! Mera ye andaza tha ke is bare mein tumse pahle koi aur Mujhse nahi puchhega. Kyunke Maine ye cheez dekhi hai ke tum Hadees mein bahut zyada lagaw rakhte ho. Qayamat ke din Meri Shafa’at ka sab se zyada mustahiq wo shakhs hoga, jisne khalis dil ke sath “la Ilaha Illallah” parha hoga.”

Hawala: Sahih Al-Bukhari 99 | Darja: Saheeh

Teesri Fazilat Huzur ﷺ Ki Mazahemat

Ham se Abul Imaan ne bayan kia, unhone kaha ham ko Sho’aib ne khabar di, un se Zehri ne bayaan kia, unhe Saeed bin Musayyib ne khabar di, unke walid Hazrat Musayyib Radi ALLAHU ‘Anhu ne bayaan kia ke jab Janab Abu Talib ki maut ka waqt qareeb hua to Rasoolullah ﷺ un ke paas aye aur kaha ke Aap keh dijieye ke “La Ilaha Illallah” to mai Aap ke liye ALLAH se jhagar saku ga.

Hawala: Saheeh Al- Bukhari 6681

Chauthi Fazilat Qasam Khane Mein

Abu Hurairah Radi ALLAHu ‘Anhu kehte hain ke Rasoolullah ne farmaya:

“Jis ne qasam khai, aur apni qasam main laat aur aza’a ki qasam khai, to usse chahye ke wo “La Ilaha Illallah” kahe: ” ALLAH ta’ala ke elawa koi ma’abud barhaq nahi”

Hawala: Saheeh Al-Bukhari 6681

Panchvi Fazilat Marne Wale Ke Liye

Abu Hurairah Radi ALLAHu ‘Anhu kehte hain ke Rasoolullah ﷺ ne farmaya :

“Apne mardon ko “La Ilaha Illallah” ki talkeen karo”.

Hawal: Sunan Ibn Majah | Jild. 1, Kitab 6, Hadith 1444 | Darja: Saheeh (Darussalam)

Chhathi Fazilat Jahannam Ki Aag Se Mehfooz

Anas Bin Malik Radi ALLAH ‘Anhu kahte hai ke Rasoolullah ﷺ ne farmaya:

Jahannam se niklega (Sh’uba ne apni riwayat se kaha hai): ALLAH Ta’ala kahega ise jahannam se nikal lo) jisne “La ilaha illallah” kaha aur uske dil mein ek jaun ke daane ke barabar bhalayi thi, use jahannam se nikal lo jis ne “La ilaha illallah” kaha aur uske dil mai gehoon ke dana ke barabar bhalai thi, use jahannum se nikalo jisne “La ilaha illallah” kaha uske dil mai raayi ke dana ke barabar bhalai thi. (Sh’uba ne kaha hai: juwar ke barabar bhalai thi)”.

Hawala: Saheeh | Jam’i At-Tirmidhi | Jild. 4, Kitab 13, Hadith 2593

Saatvi Fazilat Zikr Ka Sawab

‘Jabir bin Abdullah Radi ALLAH ‘Anhu kehte hain ke’ mai ne Rasoolullah ﷺ ko farmate hue suna: ” Sab se behtareen zikr La Ilaha Illallah aur sabse behtareen dua Alhamdulillah hai”.

Hawala: Sunan Ibn Majah 3800 | Darja : Hasan (Darussalam)

Aathvi Fazilat Gunahon Se Maafi

Maaz bin Jabl Radi ALLAH ‘Anhu kehte hain:

Ke Rasoolullah ﷺ ne farmaya: “Jis shakhs ki maut is gawahi par ho ke ALLAH Ta’ala uske ilawa koi mabood barhaq nahi, aur main ALLAH ka Rasool hun, aur yeh gawahi sache dil se ho to ALLAH Ta’ala us ki magfirat farmaega”.

Hawala: Sunan Ibn Majah 3796 | Darja : Hasan (Darussalam)

Join ya ALLAH Community!

Subscribe YouTube Channel→ yaALLAH Website Official

Instagram par Follow Kijiye instagram.com/yaALLAH.in

What happens when you say La ilaha illallah?

When we say “La Illaha Illa Allah”, we are affirming that there is no god but Allah (ta'ala). Every Muslim believes in this and testifies to it.

What happens if you say La ilaha illallah 100 times?

From the hadith, it says to those who recite 100 times it as if: You get the reward of manumitting (setting free) ten slaves. One-hundred good deeds will be written in his account. One-hundred bad deeds will be wiped off or erased from his account.

What is the main condition for accepting La ilaha Illallah?

That is, one must have the basic and general knowledge of what is meant by the shahadah. One must understand what the shahadah is affirming and what the shahadah is denying. Allah says in the Quran, “So know, [O Muhammad], that there is no deity except Allah and ask forgiveness for your sin” (Qur'an, Muhammad 19).

Has La ilaha Illallah got knowledge?

It means to have knowledge of its meaning and what it intends in terms of what it negates and what it affirms. “Whoever dies while having knowledge there is none worthy of worship except Allah, he will enter Paradise.”